Life is a show...

Akshar hum log or writer's life ko alag alag chezo k sath compare krte hai like kabhi train kabhi ghadhi kabhi kuch to kabhi kuch...

Socha aj ki m bhi kisi se compare krta hu to dimag m ek hi chez aai " SHOW " jese Tarak Mehta ka ulta chasma....

Wese life bhi ek show ki hai jise wo upr wala dekh k hum sab ko judge krta hai or apna judgement sunata hai...

 Wese aj kal hum log ek dusre ko dekh kr hi judge kr lete hai ki ye accha hai ya ye bura hai...
ha bhai...
Or log bolte hai "Don't judge a book by its cover"... 

Chaliye ye sab side m rakhte hai or main mudde pe aate hai ki life ek show hai or usme har ek naya viyakti ke naya kirdar hai...

 ðŸ™‹ 

Or ya ek wo Naya show hai jo accha laga to dooooooorrrr tak chalta jata hai just like "SAAS BHI KABHI BAHU THI" kya hi kahu iske bare m... 

 Bas itna yad hai ki isme parpote k bhi parpote ho gae the...🤯

Hahahaha...😜

Maksad bas itna hai ki...
"Mana ki show jab tak accha na lage to use pura nhi dekha ja sakta... Magar sath rehe kar kuch kisse to dekhe hi ja saktey hai shyad show pura hi pasand aa jae..."

Wrna ye show accha nahi hai bol k aage badh jao...
😂😂😂

Signing off
Vaibhav...


kese ho tum...

Kisi ne pouch liya humse... Kese ho tum... kafi tym se chup ho kahi bolna to nhi bhool gae... Hum jare se muskurae or bole... (Read the capt...