Problem/conditions...

So many of our day-to-day conditions are like uncleaned glass...
If we use our power to clean it, the glass will get scratched... 
So use your brain to clean the glass gently with the chemical which makes it more clear and brighten without any scratches...
#tej...

Yaariyan 2 in short...

After watching the Yaariyan 2..
The thing comes in my mind is...

Aksar baate dil m daba k hum khud ko ghotte jate hai...
Sab k samne ho k bhi kuch nhi bol pate hai...
Kash bol pate dil k jasbato m dabi un kahaniyo ko...  
Too ye aakhe bhi bacha leti....
Tooo yeee aakhe bhi bacha leti....
apne hone wale gunhao ki badnami ko... 

To shyd isilye ye kisi ne kaha hai...
Apne man ki mein janu tumhare man ki aap...
Apne man ki mein janu tumhare man ki aap...
Saaso ki mala pe simru mein tera nam...

Bekar aankhe...

1 Shyd in aakho ne hi duriya badha rakhi Hai...
Wrna mene aksar logo ko kehte hue suna hai tumhari shakal hi thodi kharab hai bs magar Dil se bohot acche ho...

2 Shyd in aakho ne hi duriya badha rakhi hai wrna mene andho ko kehte hue suna hai ki wo Dil ka bohot saaf dikhta hai...

kaagaz or kalam...

Beth akele kaagaz or kalam ko apna dost bana dia...
Akeley pan k tale ko khol, bin unki sune apna sab kuch use bata dia...
Sunte sunte bhawo ki warnmala ko kalam bhi bol uthi...
Tham apni kalai, rok apne hatho k kadam...
Laga apne ap pe samye ka Thora malham..
Or Yu na barsa apne aap pe sitam.....
Teri kahani sun tune mujhe kagaz pe tune mujhe kuch yu ghuma diya...
Shabd behe rahe the tere, magar aakho se tune mujhe rula diya...
#tej

kalam

Is kalam✒️ ka bhee kuch ajeeb hi funn hai...
Hath balte hi ye apne jazbaat badal deti hai...
kaagaz pe padhte hi us kaagaz ka ruwab badaldeti hai...
Jab padhi kisi shayar k hath to kahani ko gazal m badal deti hai...
Jab padhi kisi chitkara k hath to kaagaz ko rooh m badal deti hai...
Or jab padhi kisi nyaayaadheesh 👨‍⚖️ k hath, to toot kr kisi ka aakhri waqt badal deti hai...

Mara Mari...

Faede ki mara Mari bikta ja raha hai kisan...
Hodh ki jali aag m kya bach paega insaan...
#tej

Kash mumkin hota...

 Kash mumkin hota mang pata us waqt se kuch apne liye waqt...,

jo har waqt hatho ki lakiron se fisalta ja raha hai...

#tej...

Nasha...

Unki aakho ka Nasha hamare dil pe kuch yu Chadha hai...
Ki Dil hi nhi dimaag bhi bekaboo ho chala hai...
Najane kab Tak ye Nasha utrega...
Shyad zindagi k sath hi nhi zindagi k bad tak k liye Chadha hai...
#tej

Relation-ship...

A successful relationship is only created when I start a sentence and you finish it with communication and mutual respect as the foundation. Both partners must be willing to listen to each other's needs and feelings and express their own in a kind and respectful manner. Trust, honesty, and openness are essential components of a successful relationship. Additionally, it's crucial for both partners to be committed to making the relationship work and to work together as a team to overcome challenges and maintain a strong connection.
Furthermore, it's very important for both partners to prioritize each other's happiness and well-being, and to show appreciation and affection regularly. Healthy boundaries, compromise, and understanding of each other's differences are also crucial for a successful relationship. and, last but not least, having a sense of humour and being able to laugh together can help strengthen the bond and make the relationship more enjoyable.

kese ho tum...

Kisi ne pouch liya humse... Kese ho tum... kafi tym se chup ho kahi bolna to nhi bhool gae... Hum jare se muskurae or bole... (Read the capt...