Agar ap dil se kisi ki madat krna chate h to kar digiye rukiye nhi...
Kya pata kabhi apko kabhi kisi ki jarurat ho to koi madat na kare...
Kya pata kabhi apko kabhi kisi ki jarurat ho to koi madat na kare...
Ye soch kr mt ruckiye ki m use janta bhi nhi usk bare m kuch pata bhi nhi to m uski madat kese karu or kyu karu...
For example: kabhi kisi ka accident ho jae jo ki m chata hu ki kabhi na ho... But by chance ho jata h to ye soch kr mat ruko ki jante nhi h usk bare m kuch pata nhi h... Ya accident case h... Ki mujhe kahi party M jana h... Mere kapre kharab ho jaenge ya m late ho jaunga...
Ye socho ki kisi ki zindagi tumhari wajha se bach sakti h...
Or insaniyat sabse sabse badi chez hoti h...
Or insaniyat sabse sabse badi chez hoti h...
Us party m bas apko bs khana milega... Wo to ap ghar pe bhi kha sakte h ...
Kapre gande hue to kya hua wo to dhul bhi jaenge ...Or kharab bhi ho gae to market m kami nhi h ....
But kisi ki madat karne se apk dil ko sukun milega...
Kapre gande hue to kya hua wo to dhul bhi jaenge ...Or kharab bhi ho gae to market m kami nhi h ....
But kisi ki madat karne se apk dil ko sukun milega...
Ki mene aj ek accha kam kia...
kisi ki madat ki...
kisi ki madat ki...
" Kabhi bhi kisi ki bhi madat karo...
Usse tumhe kya milega ye mt socho...
Shrimad Bhagwat Geeta m bhi likha h ...
Karm kar fal ki chinta mt kr...
(Do your duty without thinking about results...)"
Usse tumhe kya milega ye mt socho...
Shrimad Bhagwat Geeta m bhi likha h ...
Karm kar fal ki chinta mt kr...
(Do your duty without thinking about results...)"
No comments:
Post a Comment