time limit..

Wo zindagi bhi kesi hoti jiski koi time limit nhi hoti...🤔

Yaado ki khusboo...


Aksar saf safai m jab koi dairy milti hai...
Jo apne andar purane wakt ki khusboo ko sahez k rakhti hai...
Khulte hi, yaado ki mehek se pure kamre ko meheka deti hai...

#tej

Life is a show...

Akshar hum log or writer's life ko alag alag chezo k sath compare krte hai like kabhi train kabhi ghadhi kabhi kuch to kabhi kuch...

Socha aj ki m bhi kisi se compare krta hu to dimag m ek hi chez aai " SHOW " jese Tarak Mehta ka ulta chasma....

Wese life bhi ek show ki hai jise wo upr wala dekh k hum sab ko judge krta hai or apna judgement sunata hai...

 Wese aj kal hum log ek dusre ko dekh kr hi judge kr lete hai ki ye accha hai ya ye bura hai...
ha bhai...
Or log bolte hai "Don't judge a book by its cover"... 

Chaliye ye sab side m rakhte hai or main mudde pe aate hai ki life ek show hai or usme har ek naya viyakti ke naya kirdar hai...

 🙋 

Or ya ek wo Naya show hai jo accha laga to dooooooorrrr tak chalta jata hai just like "SAAS BHI KABHI BAHU THI" kya hi kahu iske bare m... 

 Bas itna yad hai ki isme parpote k bhi parpote ho gae the...🤯

Hahahaha...😜

Maksad bas itna hai ki...
"Mana ki show jab tak accha na lage to use pura nhi dekha ja sakta... Magar sath rehe kar kuch kisse to dekhe hi ja saktey hai shyad show pura hi pasand aa jae..."

Wrna ye show accha nahi hai bol k aage badh jao...
😂😂😂

Signing off
Vaibhav...


Wakt (Part 1)



Kuch wakt to do sath chalne ka, kahani to abhi bs shuru ho hui hai...
Kuch wakt to do sath chalne ka, kahani to abhi bs shuru ho hui hai...
Shurwat or aant to sab ka lagbhag same hota hai...
Magar between the life lines adventure hoga ya kuch or ye to sath chalne k baad ki, aage ki kadi hai...

Meditate For Good Dreams...

Always try to meditate for a few minutes before you sleep...

 It will give you a relax and better sleep...

 It will generate an Ojas or aura means positive energy around you and reduce the negative energy...

 your's mental stress will be reduced...

 Or you can wake up in the morning and do it in Brahma Muhurat at that time of meditation will give you good energy and increase your thinking and learning power...

 Our ancestors also say if you want to learn something always try to learn early in the morning if you don't want to forget it...

 So try to meditate for a few minutes, then maybe you have see some good dreams...

 Good night...

Present...

Kuch waqt ko hi pata hai ki zindagi ki kitab k kis panne m kya likha...
Agar pehle hi sab padh liya...
Fr zindagi jina to bs ek saza hai...
So don't think about future... 
Just happy with the present / 🎁 you have...😉

Signing off...
Vaibhav...

Happiness...

Hum aksar sochte hai hamari life kitni sad hai...
Kyu...
Kyu ki humare pas koi nhi hai hum kisi se bat nhi kr sakte... 
Kyu ki...
Hum Apne emotions kisi ko nhi batate like wahi cheeze hume andar hi andar ghute ko mazboor kr deti hai...
But kya ye jaruri hai ki apne emotions kisi ko batao agar hai to bata do... Jada se jada kya hoga uska ko negative effect hoga ya uska koi positive effect ho jae...
But agar jaruri nhi hai to fr kyu sad ho...
Zindagi ka ek bura or bekaar sach hai ki iska end hoga...
Jo koi nhi badal sakta...
Ha pata hai ki corona ne bhi thora pareshan kia hai... To kya use badal sakte hai...
Nhiiii...
To fir ese sad hone se kya ho jaega...
Bs time waste...
And time waste is equal to money waste ya life k wo important lamhe waste jo apke bekar k thought ki wajah se developed hue...

Usse accha hai kuch naya sikho busy rahoge to na dimag m bekar k thought aaenge nhi or na hi tym milega ese sad, bore or udaaaaaaassss hone ka...
Kyu ki jab ap kuch naya sikhenge to apk pas koi topic hoga bat krne ko  jo apki knowledge k sath sath apke sad emotions ko happy happy kar dega...
Or kya pata usse apk kuch nae friends ban jae...
Or happiness kisi bhi cheez m dhundi ja sakti hai...
Like kisi animal ko khana khilane m, bhai behano k sath bat krne m unk sath masti krne m, solo dance krne m,  even aadhi rat ko earphones laga k gana zor zor se aadde ttede mhu bana k gane m...😜

Just like a song "ek Chatur naar"
Jise record krne m kafi tym Laga kyu ki kishor kumar ji k expression...
https://youtu.be/6jtGIGLpq20

Sach m sadness ho ya happiness ho it's just depends on you what you want to find in your life...
And what you want to earn in your life...
No one will ever give you happiness you have to find it in your own way of life either in big things or in small things it just depends on you what you want in your life...
So be happy happy happy...

Signing off
Vaibhav...

Aan suni kahani...

Kuch aan kahi kahaniyan hoti hai... Jo zindagi k har moodhe pe bin kahe sab sun lete hai...

ek kitab sa tha m...

Friend 1: yaar aj kal log kitne ajeeb ho gae hai kisi ko kuch samajte hi nhi ... Friend 2 : kyu ab kya ho gya tere sath... Friend 1: kya bat...